Wednesday 9 April 2014

safar ki dua

Safar- ki dua from Quran سُبْحَانَ الَّذِي سَخَّرَ لَنَا هَـٰذَا وَمَا كُنَّا لَهُ مُقْرِنِينَ وَإِنَّا إِلَىٰ رَبِّنَا لَمُنقَلِبُونَ Subha Nal Lazi Saqaralana Haaza Wama Kunna Lahu Muqrineen Wa Inna Ilaa Rabbina Lamun Qaliboon Jab tum un ( swariyon) par baith jao to apney RAB ke ehsan ko yaad karo aur kaho ki Wo zaat (ALLAH) paak hai jisney isko hamare zer-e-farman kar diya aur hum mein taqat na thi ki isko bas mein kar lete aur hum apney RAB ki taraf laut kar jane wale hain

0 comments:

Post a Comment