Safar- ki dua from Quran
سُبْحَانَ الَّذِي سَخَّرَ لَنَا هَـٰذَا وَمَا كُنَّا لَهُ مُقْرِنِينَ
وَإِنَّا إِلَىٰ رَبِّنَا لَمُنقَلِبُونَ
Subha Nal Lazi Saqaralana Haaza Wama Kunna Lahu Muqrineen Wa Inna Ilaa
Rabbina Lamun Qaliboon
Jab tum un ( swariyon) par baith jao to apney RAB ke ehsan ko yaad karo
aur kaho ki
Wo zaat (ALLAH) paak hai jisney isko hamare zer-e-farman kar diya aur
hum mein taqat na thi ki isko bas mein kar lete aur hum apney RAB ki
taraf laut kar jane wale hain
Wednesday, 9 April 2014
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 comments:
Post a Comment